Language | Bollywood |
paglayi paglayi duniya ye logon ko
padhti hai akhbaron ki hi tarah
dekhein woh jismon se aage bhi thoda sa
baton ke piche bhi jhanke zara
jo hai chhupa jo na padha, kitna kuch hai aisa likha
nazron mein jo aaya nahi, duniya walo ko na dikha
tere jaisa tu hai, mere jaisi main hoon
tere jaisa tu hai, mere jaisi main hoon
tere mere jaisa koi hoga kyun
tere jaisa tu hai, mere jaisi main hoon
chamkile kagaz si, mushkanein hain inn honton pe
beimani sanwar hum, jaise ho inn chonton pe
sach mein kabhi hans na sake, ghul ke ro bhi pate nahi
kya rog hai hum kyun bhala, jo hai woh ho jate nahi
tere jaisa tu hai, mere jaisi main hoon
tere jaisa tu hai, mere jaisi main hoon
tere mere jaisa koi hoga kyun
tere jaisa tu hai, mere jaisi main hoon
sapno se tu zinda, sapno se hi main zinda hoon
jhoothi si duniya ki, parwah humne karni hi kyun
kuch khash hai, kuch khoob hai
tujhme tujhko hai yeh khabar
ek dosti sach se kareeb, dooja sathi tera sabar
tere jaisa tu hai, mere jaisi main hoon
tere jaisa tu hai, mere jaisi main hoon
tere mere jaisa koi hoga kyun
tere jaisa tu hai
mere jaisi main hoon..(x2)