Singer | Kavita Krishnamurthy & Udit Narayan |
Genre | Romantic |
Language | Hindi |
Album | Naseeb |
seene pe rakh ke sar ko,
kahin kho gaye the hum
seene pe rakh ke sar ko,
kahin kho gaye the hum
the itane kareeb ke,
ek ho gaye the hum
seene pe rakhke sar ko,
kahin kho gaye the hum
the itne kareeb ke,
ek ho gaye the hum
muddat ki pyaas thi
tere honto ka ras piya
tere hasin jism ko
nazaro se chhu liya
jaadu bikherate thi
samandar ki tar hawa
sindur ban gaya tha
har ek jarra ret ka
aankhein khuli khuli thi
magar so gaye the hum
the itane kareeb ke,
ek ho gaye the hum
seene pe rakhke sar ko,
kahin kho gaye the hum
the itane kareeb ke,
ek ho gaye the hum
koyi na faasla raha
saanson ke darmiyaan
har baat ho rahi thi,
khaamosh thi jubaan
armaan simat rahe
the bahaaron ki sej par
ehsaas ki garmi thi,
dono the bekhabar
dono jahaan ko pal bhar
bhala toh gaye the hum
the itane kareeb ke,
ek ho gaye the hum
seene pe rakh ke sar ko,
kahin kho gaye the hum
the itane kareeb ke,
ek ho gaye the hum
seene pe rakh ke sar ko,
kahin kho gaye the hum
the itane kareeb ke,
ek ho gaye the hum
kho gaye the hum,
kho gaye the hum,
kho gaye the hum
so gaye the hum.