Singer | Shreya Ghoshal |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Kalank |
di nahi dua bhale
na di kabhi baddua
na khafa huey na hum
huey kabhi bewafa
tum magar bewafa ho gaye
kyun khafa ho gaye
ke tumse juda hoke hum
tabaah ho gaye
tabaah ho gaye!
tabaah ho gaye!
tabaah ho gaye!
phir akhiyan mein preet ki teri
reet jaga jaana
mohey chhod ke jaane ki khatir
hi laut ke aa jana
phir akhiyan mein preet ki teri
reet jaga jaana
mohey chhod ke jaane ki khatir
hi laut ke aa jana
haan ghair ke humnawa ho gaye
kyun khafa ho gaye
ki tumse juda hoke hum
tabaah ho gaye...
tabah ho gaye!
tabah ho gaye!
tabah ho gaye!
haan sajde mein humne maanga tha
umar humari bhi lag jaaye tumko
khud se hi tauba karte the
nazar na humari lag jaaye tumko
haan sajde mein humne maanga tha
umar humari bhi lag jaaye tumko
khud se hi tauba karte the
nazar na humari lag jaaye tumko
hum magar...
hum magar nagawara kis tarah tumhe ho gaye
ki tumse juda hoke hum tabaah ho gaye
tabah ho gaye!
tabah ho gaye!
tabah ho gaye!