Singer | Mohit Chauhan & Payal Dev |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | 1920: London |
rootha kyun
mujhse khafa na hona itna tu
saanse bhi tere bina main na loon
jaane kyu bewajah
o ho.. rehne de
teri mohabbaton mein rehne de
tere khwabon mein mujhe behne de
aisa hone de tu zara
main toh tere shab ki subah hun na
haathon ki lakeeron mein likha hun na (x2)
rehta hai
mere honthon pe tere honthon ka nishaan
hota hai, tanha raaton mein tere hone ka gumaan
mujhe mehsoos hua hai aisa laga hai
tumne chua hai na
main toh tere shab ki subah hun na
haathon ki lakeeron mein likha hun na (x2)
laazim hai
jaise sanson ke liye laazim hai hawa
waise hi, mere liye zaruri hai hona tera
tere mere pyaar ka rista sadiyon rahega
sadiyon raha hai na
main toh tere shab ki subah hun na
haathon ki lakeeron mein likha hun na (x2)