Singer | Antra Singh Priyanka |
Language | Bhojpuri |
vande mataram
vande mataram
jab bhi dekha koyi aankh utha ke
mitti ko mere hath laga ke
jab bhi dekha koyi aankh utha ke
mitti ko mere hath laga ke
veer sipahi kud pada hai
dushman pe yun toot pada hai
rakasha ke abhimaan ki
jai bharat ke veer
jai sena hindustan ki
jai bharat ke veer
jai sena hindustan ki
jai hind jai jai bihari
jai bharat ki sena saari
jai hind jai jai bihari
jai bharat ki sena saari
bolo bharat mata ki
jai!
hai veero ka ye tayohaar maai re
jo aata nahi baar baar maai re
vande mataram, mataram
vande mataram
hai veero ka ye tayohaar maai re
jo aata nahi baar baar maai re
choom ke apne mitti ko
mitti ki tilak lagate hai
bachan diya jo maa ko
apne prano se bhi chukate hai
aur kar jate khud ko nisaar maai re
hai veero ka ye tayohaar maai re
kadam badhe toh ruk na paaye
dushman ke aage jhuk na paaye
jahan mauka ho balidan ki
jai bharat ke veer
jai sena hindustan ki
jai bharat ke veer
jai sena hindustan ki
jai hind jai jai bihari
jai bharat ki sena saari
jai hind jai jai bihari
jai bharat ki sena saari
vande mataram
vande mataram
maa kaise ye tumne hai lal diye
fauladon mein jinhe tune dhal diye
vande mataram, mataram
vande mataram
maa kaise ye tumne hai lal diye
fauladon mein jinhe tune dhal diye
veer bakude tere maa
jaane kya tune khilaye hai
kaisi veerta tune di
jane kya tune pilaaye hai
dushman ke liye tune kaal diye
maa kaise ye tumne hai lal diye
chaude seena sang tej kataare
antra singh sang sab bolo saare
jai ho desh mahan ki
jai bharat ke veer
jai sena hindustan ki
jai bharat ke veer
jai sena hindustan ki
jai hind jai jai bihari
jai bharat ki sena saari
jai hind jai jai bihari
jai bharat ki sena saari