Top Song Lyrics Find Here

mausam suhana

mausam suhana lyrics

Poster mausam suhana

mausam suhana

lyrics/Album : Sahebzaade
Details
Singer Amit Kumar
Genre Romantic
Language Hindi
Album Sahebzaade
Poster mausam suhana
play
Lyrics

mausam suhana chhede tarana

hua hoon aaj deewana

main duniya se begana

bada matwala hoon main

nasibo wala hu main

dil mein jiska pyar basa tha

ab wo yaar mila, ho rabba

mausam suhana chhede tarana

hua hoon aaj deewana

main duniya se begana

bada matwala hoon main

naseebo wala hoon main

dil mein jiska pyar basa tha

ab wo yaar mila, ho rabba

mausam suhana chhede tarana


kal tak thi jo khwabo ki bate

ab aayegi woh rangin rate

kal tak thi jo khwabo ki bate

ab aayegi woh rangin rate

dil ko arman tha kisi ke ikrar ka

aa gaya woh rang leke pyar ki bahar

jitana usko yaad karu main

utna bhade nasha


ho rabba

mausam suhana chhede tarana

hua hoon aaj deewana

main duniya se begana

bada matwala hoon main

nasibo wala hoon main

dil mein jiska pyar basa tha

ab wo yaar mila, ho rabba

mausam suhana chhede tarana


main doli lekar aaunga

tujhe main sang le jaunga

main doli lekar aaunga

tujhe main sang le jaunga

main baho ki ye mala

tujhe aakar pahnau

tu jitna bhi sharmaye

main utna gale lagau


kah doon tujhse jaan meri jaa

tujhpe main fida, ho rabba

mausam suhana chhede tarana

hua hoon aaj deewana

main duniya se begana

bada matwala hoon main

nasibo wala hoon main

dil mein jiska pyar basa tha

ab woh yaar mila, ho rabba

mausam suhana chhede tarana

mausam suhana chhede tarana

mausam suhana chhede tarana.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics