Singer | Abhijeet Bhattacharya & Poornima |
Genre | Romantic |
Language | Hindi |
Album | Vijeta |
mujhko ek pappi chahiye,
khatti ya mithi chahiye
mujhko ek pappi chahiye,
khatti ya mithi chahiye
chalegi jaisi bhi ho yaar,
mila ho usme tera pyar
chalegi jaisi bhi ho yaar,
mila ho usme tera pyar
mujhko ek pappi chahiye,
khatti ya mithi chahiye
chalegi jaisi bhi ho yaar,
mila ho usme tera pyar
chalegi jaisi bhi ho yaar,
mila ho usme tera pyar
kya hua meri jane ja,
rang udd gaya gaalo ka
aa chura lu behka kajal,
surmayi tere baalo ka
kya hua meri jane ja,
rang udd gaya gaalo ka
aa chura lu behka kajal,
surmayi tere baalo ka
khul ke jara muskurana,
sajani mere paas aana
mujhe badi hasi lagi teri har ada
yu jid na kariye jaaiye,
ab aise na tadpaaiye
yu jid na kariye jaaiye,
ab aise na tadpaaiye
nahi giraaungi sarkar
sharam haya ki ye deewar
nahi giraaungi sarkar
sharam haya ki ye deewar
do dilo ke mil jane mein
humsafar jara duri hai
tum kabhi nahi samjhoge
kuch meri bhi majburi hai
do dilo ke mil jane mein
humsafar jara duri hai
tum kabhi nahi samjhoge
kuch meri bhi majburi hai
sajna tumhe kya bataau,
kaise nazdeek aau
abhi nahi karungi
main koi bhi khata
mujhko ek pappi chahiye,
khatti ya mithi chahiye
chalegi jaisi bhi ho yaar,
mila ho usme tera pyar
chalegi jaisi bhi ho yaar,
mila ho usme tera pyar
yu jid na kariye jaaiye,
ab aise na tadpaaiye
nahi giraaungi sarkar
sharam haya ki ye deewar
nahi giraaungi sarkar
sharam haya ki ye deewar
mujhko ek pappi chahiye
yu zeeid na kariye jaaiye.