Singer | Sonu Nigam |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Anaarkali Of Aarah |
mitti jism ki geeli ho chali
mitti jism ki
khushboo iski rooh tak ghooli
khushboo iski
ik lamha banke aaya hai
ik lamha banke aaya hai
sadh zakhmon ka vedh
mann beqaid huva
mann beqaid
mann beqaid huva
mann beqaid
rafta rafta muskilein
apne aap kho rahi
itminaan se kasmein kas kahi jaake so rahi
dustan dene lagi hawa ab chatanon pe
zinda hao toh kiska bas hai
armaanon pe koi sehra bandhe aaya hai
sadh zakhmon ka vedh
mann beqaid huva
mann beqaid
mann beqaid huva
mann beqaid
ab talak jo the dabein
raaz wo khul rahein
darmiyan ki faslein
ik rang mein ghoul rahein
do saanson se jali jo lau ab wo khaffi hai
meri bhitar kuch na rha par tu baki hai
ik katara banke aaya hai
sadh zakhmon ka vedh
mann beqaid huva
mann beqaid
mann beqaid huva
mann beqaid