Top Song Lyrics Find Here

gyan dhan hi

gyan dhan hi lyrics

Poster gyan dhan hi

gyan dhan hi

lyrics/Album : Apne Apne
Details
Singer Lata Mangeshkar
Genre Motivational
Language Hindi
Album Apne Apne
Poster gyan dhan hi
play
Lyrics

gyan ka daan hi

sabse bada hain

jise koi na loote

gyan ka daan hi

sabse bada hain

jise koi na loote

gyan ka rista sacha rista

gyan ka rista sacha rista

baaki riste jhoothe

jo gyan daan jo de jaata hain

wo jag mein amar kahelata hain


agyani ka jeevan jaise

deep bina moti jaise

ghar ghar mein deep jalaye

gyan ki hi jyoti ke

apne liye guru vidhata hain jo

jag mein amar kahelata hain

apne liye guru vidhata hain jo

jag mein amar kahelata hain


sab dharmo ka palan ki jiye

manvta kaheti hain

kisi ek ki nahin ye ganga

sab ke liye behati hai

ye jal jeevan mehakata hain

aur mann pawan ho jaata hain

ye jal jeevan mehakata hain

aur mann pawan ho jaata hain


unka jeena kya jeena jo

apne liye jeete hain

ek duje ke sukh dukh baate

ek duje ke liye hain

jo auro ke kaam aata hain

wo jeevan ke sukh paata hain

jo auro ke kaam aata hain

wo jeevan ke sukh paata hain

gyan ka daan hi

sabse bada hain

jise koi na loote

gyan ka rista sacha rista

baaki riste jhoothe


maali ke jaane se gulsan

suna ho jaayega

lekin har bahar ka mausam

rang naye laayega

koi aata hain koi jaata hain

yun waqt gujrta jaata hain

koi aata hain koi jaata hain

yun waqt gujrta jaata hain

gyan ka daan hi

sabse bada hain

jise koi na loote

gyan ka rista sacha rista

baaki riste jhoothe

gyan ka daan hi

sabse bada hain

jise koi na loote.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics