Language | Bollywood |
zindagi ko bina pyaar koi kaise guzare
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare

aate hai zameen par kabhi ye chaand sitare

aha… ha… ho… ho… badi baat hai pyaare
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare
aa… aaaa. aaaa….
is umar mein ban jayegi koi to kahani
tanha nahi katati hai yeh madhosh jawani
koi naya dilbar chuno kitni haseen raat hai
chupke koi dhadkan suno keh do jo dil mein baat hai
milte hai naseebon se yeh baahon ke sahare
milte hai naseebon se yeh baahon ke sahare
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare
zindagi ko bina pyaar koi kaise guzare
o ho ho … ha ha ha…
ban jaon kisi ke kisi ko apna bana lo
palkon ke zarokhon mein koi sapna saja lo
yaadon mein tum koi raho sare jahan ko bhool ke
zulfon tale soye raho bhige labon ko chum ke
nazro mein basa lo sabhi rangeen nazarein
nazro mein basa lo sabhi rangeen nazarein
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare
aate hai zameen par kabhi ye chaand sitare
aate hai zameen par kabhi ye chaand sitare
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare
zindagi ko bina pyaar koi kaise guzare
he.. he.. he…he… he…
he.. he.. he…