Top Song Lyrics Find Here

zindagi iss tarah

zindagi iss tarah lyrics

Poster zindagi iss tarah

zindagi iss tarah

lyrics/Album : Murder
Details
Singer Anuradha Paudwal
Genre Sad
Language Hindi
Album Murder
Poster zindagi iss tarah
play
Lyrics

zindagi is tarah

se lagne lagi

rang ud jaaye jo

deewaaron se

ab chhupaane ko

apna kuch na raha

zakhm dikhne lagi

daraaron se

main tere jism ki

hoon parchhaai

mujhko kaise

rakhoge khud se judaa

bhool karna to meri fitrat hai

kyoon ki insaan hoon

main nahin hoon khuda

kyoon ki insaan hoon

main nahin hoon khuda


mujhko hai apni

har khata manzoor

bhool ho jaati

hai insaanon se

ab chhupaane ko

apna kuch na raha

zakhm dikhne

lagi daraaron se

jab kabhi shaam

ke andheron mein

raah panchhi jo

bhool jaate hain

voh subaah hote

hi milon chalkar

apni shaakhon pe

laut aate hain

apni shaakhon pe

laut aate hain


kuch hamaare bhi

saath aisa hua

hum yehi keh

rahe ishaaron se

zindagi is tarah

se lagne lagi

rang ud jaaye

jo deewaaron se

ab chhupaane ko

apna kuch na raha

zakhm dikhne

lage daraaron se.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics