Singer | Emiway |
Language | Hindi |
zaruratich nai hai
zaroorat ich nahi hai
ye sab ki apneko
zaruratich nai hai
sone ko inke pass
karvatich nai hai, haha
achi khasi inki parwarish nai hai
zarooratich nai hai
zaroorat ich nahi hai
bahot shane bante marketing pe game
inka chalta hai
bagair paise lagaye inka fame
nahi chalta hai
apna khel bhalta hai
organic pe he chalta hai
na lagata paisa main kisi ko batana
zaruratich nahi hai
ye phateli marke chadte
jispe parvtich nahi hai
mujhe zaroorat ich nahi hai, haha
sone ko inke pass
karvatich nai hai, haha
achi khasi inki parwarish nai hai
zaruratich nai hai
nai, nai
ye maska lagate hai sasta wala aur
artist ko topa pehnate hai
ye chusengey jab tak paisa banagey
fir muddal nazar nahi ate hai
paise nahi ayela artist ke khate mein
30000 budget dum nahi hai bato mein
ankey nai hoti hai band yaha raaton mein
main nahi ane wala in sabke baato mein, b**h
magach mari kam rakhta
zinbdagi me tanta nahi
kon kya bolta mere bare
parvah mujhko ghanta nahi
koi samja nahi isilkiye
main ye samjane aya hu
ye 5 saal ki mehnat hai aaj
jo kuch bhi main paya hu
aur laya hu gane mere bhar bhar ke
ye bajte hai rastepe gadi pe aur
chhote ha sab ke ghar ghar pe
who got the swag boy,
we got the swag
fans apne har jagah hogayele
toh maza ara jhumo, ayeee
haan, bharat se fans mere aur
beta baahar gav tak
ghar wale kehte mujko
beta ghar se baahar pav rakh
bhar pav mene rakh diya
jo likhta gaya sab bak diya
sab mere samne mitha banate
asli bano bhai shukriya, kyuki
we got the swag boy
we got the swag boy
we grind in fu**k in’ hard boi
you ppl struck in traffic
apun abse hard boy
we got the swag boy
haan swag ayela hai
hafte mein 2 baar nhayela hai
studio me rehta hu karu kaam din sham
tab jake apun machayela hai
machayenge!
har jagha yeh chal raha
meri koi galti nahi
boy tera chal raha hai
party in on khula dhakelra hai
jo bhi mil raha
mujhse milke machal raha hai
wooho, main famous huya
aaj baat chit beta alag hai
ijazt de ijat milegi
varna main gane se detha hu halak pe
sou watt bulb hai tu galat hai
sou watt bulb hai tu galat hai
abey agye kaha dekh rahe ho palat bey
abey agye kaha dekh rahe ho palat bey
public ko kafi hai mera ek jhalak bey
apun bheed mein dikhte hai alag se
haha, zaroorat ich nahi hai
so kisi ko bhi kisi ki bhi
zaruratich nai hai
upar wale ne sabko sabkuch de rakha hai
bas dhundo nikalo machayon aur
khudko iss duniya se bachayon
haha, peace out!