Singer | Ali Zafar |
Genre | Romantic |
Language | Hindi |
Album | London, Paris, New York |
ho..
ho ho ho…
hmm hmm…
woh dekhne mein kaisi seedhi-saadi lagti
hai bolti ki woh toh kuch nahi samajhti
andar se kitni tez hai
kabhi ajeeb si, kabhi haseen lagti
kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
philosophy ka craze hai
ho.. kehti hai yeh ik phase hai [x2 times]
ho.. kehti hai yeh ik phase hai
shh..pa pa pa…para
pa pa pa…para…ra..ra
ye kahaan main aa gaya ?!
bolo ye kaisa ye teyaar hai
dil kisi ka ho gaya
naa isspe ikhtaiyar hai
karun toh kya karun ?
kahun toh kya kahun ?
ye gaana bhi toh usko paas laane ka bahana hai
woh chhup-chhup mere dil ke raaz kholti
haan takiye mein mere khwaab bhi tatolati
possessiveness ka case hai
jaaan-e-jaan jaan-e-mann
toh har gaane mein aata hai
parwana romio har ladka hi bann jaata hai
likhu toh kya likhu?
banu toh kya banu?
yeh filmon mein ladka hi kyun ladki ko phansata hai?
naa chahoon bhi toh main sabhi woh kar jaata hoon
woh aaye saamne toh main sudhar jaata hoon
ladki ek full-on chase hai
ho kehti hai yeh ek phase hai
woh dekhne mein kaisi seedhi-saadi lagti
hai bolti ki woh toh kuch nahi samajhti
andar se kitni tez hai
kabhi ajeeb si, kabhi haseen lagti
kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
philosophy ka craze hai
ho.. kehti hai yeh ik phase hai [x2 times]
haan kehti hai yeh ik phase hai
auooo… auooo….
wooo he he
oh! i hate making love songs…