Singer | Asha Bhosle |
Genre | Motivational |
Language | Hindi |
Album | Muddat |
naari ek aag hain naari ek shola hain
ye shola phir se bhadka hain
jo duniya ko jala dega
utho bahno jago bahno
utho bahno jago bahno
bagawat julm ke
tufa se karna hain hamko
sada izzat se jeene
ke liye marna hain hamko
kali banke aao durga banke aao
kali banke aao durga banke aao
utho bahno jago bahno
utho jago chalo bahno
hame to banke sita
shan se jeena hain bahno
rani jhasi ki tarah aan se
jeena hain bahno
hame to banke sita
shan se jeena hain bahno
rani jhasi ki tarah
aan se jeena hain bahno
mitake pap ki dunia
kuchal ke rawno ko
hamesha satya aur
iman se jeena hain bahno
kali banke aao durga banke aao
kali banke aao durga banke aao
utho bahno jago bahno
utho jago chalo bahno
ham apna sar kabhi
sansar mein jhukne na denge
masale zindagi leke
sada aage badhenge
pahanli chudiya mardo
ne iska ghoom nahin hain
hum apni abru ki
aap hi raksha karenge
kali banke aao durga banke aao
utho bahno jago bahno
bagawat julm ke
tufa se karna hain hamko
sada izzat se jeene ke liye
marna hain hamko.