Singer | Hema Sardesai |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Aakrosh |
ujla ujla roop suhana
mera aashiq hai zamana
ho ujla ujla roop suhana
mera aashiq hai zamana
har pal nigaho se masti lutau
lekin kisi ke main hath nahi aau
pas to aana na baba na
aankh ladana na baba na
marzi teri kya batlana
na na na na na
ujla ujla roop suhana
mera aashiq hai zamana
chahta hai mujhe har koi yaha
dhadkan hoon main har dil ki
chahta hai mujhe har koi yaha
dhadkan hoon main har dil ki
har ada pe meri log marte hai
jaan hoon main is mehfil ki
zulf maine bikhrai
jhoom ke li jab angdai
har kisi ka dil bola
haye kaha se ye aayi
pyar jatana na baba na
dil lagana na baba na
marzi teri kya batlana
na na na na na
ujla ujla roop suhana
haye mera aashiq hai zamana
dil de de deewane ko
na tadpa deewane ko
ja ja na
deewane jab pyar kare
to matlab se hi karte hai
ho deewane jab pyar kare
to matlab se hi karte hai
sach mano to isiliye hum
dil dene se darte hai
dillagi ban jati hai
dil ki lagi dheere dheere
har ghadi tadpati hai
aashiqi dhire dhire
ye afsana na baba na
nain milana na baba na
marzi teri kya batlana
na na na na na
ujla ujla roop suhana
haye mera aashiq hai zamana
ujla ujla roop suhana
mera aashiq hai zamana
har pal nigaho se masti lutau
lekin kisi ke main hath nahi aau
pas to aana na baba na
aankh ladana na baba na
marzi teri kya batlana
na na na na na.