Singer | Mahendra Kapoor & Asha Bhosle |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Dahleez |
tum aaye to ham ko aaj wo phir bhula hua kissa yaad aaya
tum aaye to ham ko aaj wo phir bhula hua kissa yaad aaya
jo tut ke bhi tuta na kabhi jo tut ke bhi tuta na kabhi
dil ka vo rista yaad aaya tum aaye to ham ko aaj wo phir
is mod pe mil kar aaj hame kya janiye kya kya yaad aaya
is mod pe mil kar aaj hame kya janiye kya kya yaad aaya
halat ke hatho dil koi halat ke hatho dil koi
majbur tha kitna yaad aaya halat ke hatho dil koi
majbur tha kitna yaad aaya
tum aaye to ham ko aaj wo phir
aankho me abhi tak chubhte hai vo khawab jo milkar dekhe the
thahra hai abhi tak vakat vahi kal hamse jahan tum bichade the
kal hamse jeha tum bichade the jis raah pe dil khoya tha kabhi
jis raah pe dil khoya tha kabhi fir aaj wo
kissa yaad aaya halat ke hatho dil koi
majbur tha kitna yaad aaya tum aaye to ham ko aaj wo phir
kuch khawab ahdure rahte hai kuch jakham kabhi silte hi nahi
jewan me wefa ke kuch lamhe ho jaye to milte hi nahi
ek aisa hi apne hatho se ek aisa hi apne hatho se
khoya hua lamha yaad aaya tum aaye to ham ko aaj
wo phir bhula hua kissa yaad aaya halat ke hatho dil koi
hamrah ager tum aa jao awaj safer fir ho jaye
ye waqt mila hai muskil se ye waqt kahi na kho jaye
ye waqt kahi na kho jaye
jo vada na tum ko yaad raha jo vada na tum ko yaad raha
hamko vo vada yaad aaya halat ke hatho dil koi
majbur tha kitna yaad aaya tum aaye to ham ko aaj wo phir
ye moad na jane kaisa hai rasta hai mager manzil hi nahi
bas ek jeha arman kai sine me mere vo dil hi nahi
jo hath se chuat kar tut gaya
jo hath se chuat kar tut gaya
dil ka vahi sisa yaad aaya jo tut ke bhi tuta na kabhi
jo tut ke bhi tuta na kabhi dil ka vahi rista yaad aaya
halat ke hatho dil koi majbur tha kitna yaad aaya
tum aaye to ham ko aaj wo phir bhula hua kissa yaad aaya
yaad aaya yaad aaya