Singer | Kumar Sanu & Alka Yagnik |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Daraar |
aha..aha..aha..aha..haaa...
tu hi meri manzil, tu hi mera raasta
tere sang jeena hai, duniya se kya wasta
tere mere beech ab, aaye na zamaana..
na jana na jana, chhod ke tu na jana
na jana na jana, chhod ke tu na jana
tu hi meri heer hai
tu meri taqdeer hai
janmon se jo dil mein thi
tu wahi tasveer hai
maine zara der se, tujhe pehchana
nanana na na, aakh mein aansoo na laana
nanana na na, aakh mein aansoo na laana
na jana na jana, chhod ke tu na jana
din roshan hai raat hansi hai
aansoo kya the yad nahin hai
phool khile phir pyase thal ke
tu aaya hai sawan ban ke
neendein gum ki, hum kya soche
din katte the, rote rote
kaise din the, kya mausam the
jitni saansein, utne gum the
jitne taare aankh se toote
utne khile hai ab gulbute
bhul gayi main apna dard purana
m] nanana na na, aakh mein aanso na lana
f] na jana na jana, chhod ke tu na jana
tu hi meri manzil, tu hi mera raasta
tere sang jeena hai, duniya se kya wasta
m] maine zara der se, tujhe pehchana
nanana na na, aakh mein aansoo na laana
f] na jana na jana, chhod ke tu na jana
dil hai mera tera thikana
saans mein aana saans mein jana
chaahat ke sab moti chunkar
rakh doonga me in kadmon par
hoo..chand sajake, in balo mein
rang bhar doonga, in gaalon me
chaahe sau sau, baar mardungga
phir bhi tujhko, pyar karunga
choom loon tujhko, aaja humdum
zakhme pe rakh doon, pyar ka har dum
kadmon pe rakh doon, saara zamaana~
nanana na na, aakh mein aansoo na laana
f] na jana na jana, chhod ke tu na jana
tu hi meri manzil, tu hi mera raasta
tere sang jeena hai, duniya se kya wasta
m] tu hi meri heer hai
tu meri taqdeer hai
janmon se jo dil mein thi
tu wahi tasveer hai
maine zara der se, tujhe pehchana
nanana na na, aakh mein aansoo na laana
f] na jana na jana, chhod ke tu na jana