Singer | Amit Kumar & Mahendra Kapoor |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Mahaveera |
teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
ho biwi yo waale khaye parathe
hoy biwi yo waale khaye parathe
aag na jale kawaro ki
are teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
are yaaro bana do hamko bhi dulha
yaaro bana do hamko bhi dulha
apne bhi ghar mein jal jaaye chulha
apne bhi ghar mein jal jaaye chulha
deta hai taane bistar hamara
deta hai taana bistar hamara
deta hai taana bistar hamara
biwi bina hai mushkil ghuzara
koi dawa karo koi duwa karo
halat hai buri bimaro ki
teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
hoy teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
haay jab tang karti hai yeh jawani
haay jab tang karti hai yeh jawani
so jaate hai peekar thanda paani
so jaate hai peekar thanda paani
dushman huwa ye ambar hamara
jaane kab aaye nambar hamra
jaane kab aaye nambar hamra
kab hogi shaadi khana babadi
hamre ghar banzaro ki
teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
hoy teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
hamko bithao ghoide pay saathi
hamko bithao ghoide pay saathi
pichhe chale tum baarati
pichhe chale hum baarati
are le aaye chal ke dulhan ki doli
le aaye chal ke dulhan ki doli
khatiya pe khele aankh micholi
khatiya pe khele aankh micholi
log maze le aise kare hum
ham dekhe surat yaaro ki
teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
hoy teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
ho biwi yo waale khaye parathe
hoy biwi yo waale khaye parathe
aag na jale kawaro ki
are teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki
hoy teri nahi meri nahi
fariyaad hai ye hazaro ki.