Top Song Lyrics Find Here

teri masumiyat lyrics – bezubaan ishq | mugdha | sneha | nishant

teri masumiyat lyrics – bezubaan ishq | mugdha | sneha | nishant lyrics

Poster teri masumiyat lyrics – bezubaan ishq | mugdha | sneha | nishant

teri masumiyat lyrics – bezubaan ishq | mugdha | sneha | nishant

Details
Language Bollywood
Poster teri masumiyat lyrics – bezubaan ishq | mugdha | sneha | nishant
play
Lyrics


ho..o..

hoye re..hoye re..
teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya
teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya..

teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya
ho mann bhatke teri yaad baar baar
ho mann bhatke teri yaad baar baar
ki tune aisa kya kiya..?

teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya
teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya…

teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya

pata nahi tha, pyaar mein itna
meetha dard hota hai
tumko leke kabhi kabhi,
dil bachcha banke rota hai…

pata nahi tha, pyaar mein itna
meetha dard hota hai
tumko leke kabhi kabhi,
dil bachcha banke rota hai

teri pehli nazar hamein,
khud se juda kiya
teri pehli nazar hamein,
khud se juda kiya

ho mann bhatke teri yaad baar baar
ho mann bhatke teri yaad baar baar
ki tune aisa kya kiya?

teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya
teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya..

teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya

kaise sambhaale nadaan dil ko,
jo tere liye dhadak uttha
na maane, main kya karoon haaye
kaise dilaasa doon jootha..

kaise sambhaale nadaan dil ko,
jo tere liye dhadak uttha
na maane, main kya karoon haaye
kaise dilaasa doon jootha…

teri pyaari si moorat ko,
dil mein basa liya
teri pyaari si moorat ko,
dil mein basa liya..

ho mann bhatke teri yaad baar baar
ho mann bhatke teri yaad baar baar
ki tune aisa kya kiya?

teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya
teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya
teri masumiyat ne hamein,
banjara bana diya…

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics