Singer | Abhijeet Bhattacharya |
Language | Hindi |
Album | Kareeb |
oye, paagal, haan hoon
oye, paaji, haan hoon
arre gadhe, haan hoon
paagal, paaji, gadha, nigoda
baingan bharta kadi pakora
teda tirchcha aera gaera
jaisa bhi hoon main hoon tera
main hoon apne man ka mauji
par hoon tere ghar ka fauji
main hoon tere haath ki lathi
chchhod bhi ab yeh rootha rathi
tera gussa aai haai
yeh gussa why why
tera chehra aai haai
yeh jhagra why why
tu itna jo roothegi
to keh sakta hoon main bhi
o. k. ta ta bye bye haai haai
bhaiya mera lal tamater
hari mirch si bhabhi
babuji ne bhari tijori
paas mein rakhi chabhi
maa hai meri rail ka engine
maa hai meri rail ka engine
main hoon rail ki patri
apna sara ghar lagta hai
khushiyon ki ek gathri
gathri kuch hai khaali
dhoond ke ek gharwaali
nazuk bholi bhali
main laoonga yahan
jab woh aa jayegi
dil pe chaa jayegi
phir to ban jayegi
tu maa se dadi maa…
o tera gussa aai haai
yeh gussa why why
tu itna jo roothegi
to keh sakta hoon main bhi
o. k. ta ta bye bye haai haai
tera gussa aai haai
yeh gussa why why why why
garhi apni white hogi
bangla hoga red
are ghar ke andar runway hoga
chchat par jumbo jet
sara din hum mauj karenge
so jayenge kha kar
aage peeche peeche
aage honge naukar chakar
aage peeche tere hoon
main ghere ghere
paon daba doon tere
o meri pyari maa
haiya haiya haiya
tu jo keh de maiyya
kar doon ta ta thaiyya
ta ta thaiyya ta ta thaiyya
tera thappad aai haai
yeh lappad why why
tu itna jo roothegi
to keh sakta hoon main bhi
okay ta ta bye bye
okay okay ta ta bye bye
okay ta ta bye bye
okay ta ta bye bye.