Singer | Asha Bhosle & Suresh Wadkar |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Kalyug Ke Avtaar |
soone soone se jeevan safar ke liye
tu mujhe chahiye umra bhar ke liye
soone soone se jeevan safar ke liye
tu mujhe chahiye umra bhar ke liye
apni kaabil mujhe tune samjha sanam
apni kaabil mujhe tune samjha sanam
shukariya pyaar ki iss nazar ke liye
soone soone se jeevan safar ke liye
tu mujhe chahiye umra bhar ke liye
ek bichhade huye saathi ki tarah dil tujhse
iss janam der se milane ka ghilla karta hain
tu mili hain to haqikat ye khuli hain mujh pe
tu mili hain to haqikat ye khuli hain mujh pe
sabra ka fal to sadda meeth mila karta hain
o ho husn sadda tera dekh kar yun laga
husn sadda tera dekh kar yun laga
saadagi ki bahot hain asar ke liye
apni kaabil mujhe tune samjha sanam
apni kaabil mujhe tune samjha sanam
shukariya pyaar ki iss nazar ke liye
soone soone se jeevan safar ke liye
tu mujhe chahiye umra bhar ke liye
ras bhari baato mein saawan ki phuhare lekar
mushukurate huye phoolo ki kataare lekar
ek farishtey ki tarah aaya mere gaaon mein tu
ek farishtey ki tarah aaya mere gaaon mein tu
noor hi noor bahare hi bahare lekar
o ho kuch nayi manzilo ka patta mil gaya
kuch nayi manzilo ka patta mil gaya
ab na tarsega dil hum safar ke liye
apni kaabil mujhe tune samjha sanam
apni kaabil mujhe tune samjha sanam
shukariya pyaar ki iss nazar ke liye
soone soone se jeevan safar ke liye
tu mujhe chahiye umra bhar ke liye
jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein
saath tere meri har saans suhagan ho meri
inn tere kadmon ki barkat se meri jaan haya
inn tere kadmon ki barkat se meri jaan haya
har khushi saare jahan ki mere aangan hogi
o hain hamara milan laazami jaane mann
o hain hamara milan laazami jaane mann
noor jhasn aur lab pe jigar ke liye
apni kaabil mujhe tune samjha sanam
apni kaabil mujhe tune samjha sanam
shukariya pyaar ki iss nazar ke liye
soone soone se jeevan safar ke liye
tu mujhe chahiye umra bhar ke liye.