Singer | Shankar Mahadevan & Vishal Dadlani |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Abcd: Any Body Can Dance |
riddhi siddhi vriddhi hoti..
haan tere hi aane se
aur sundar yeh srishti hoti
haan tere aane se
ho morya..
ho morya..
man ke andhere kone mein
jo daanav chhupa hai morya
uspe hi jai ho to digvijay ho
teri tarah morya
ganpati bappa morya
urja varshi lavkar ya
ho lakh koi de hunkaare
lakh koi dhamkaaye
ho ho hum teri rahon pe chalte
hum nahi rukne waale
deva deva devon ka devta
majha deva devon ka devta
pair yeh rukne na
sar yeh jhukne na dega..
morya re morya
ganpati bappa morya
shambhu sutaya
shambhu sutaya
lambodaraya morya
morya re bappa morya
ganpati bappa morya
deva..
sajjan ki aastha durjan ki nash
tu kaisa bindas hai raja (tu kaisa bindas hai raja)
teri ho pooja phir koi dooja
tu sab ka vishwas hai raja (tu sab ka vishwas hai raja)
o.. yun toh sabhi devon ke aage
yeh sar juka hai morya
par apna hai tu ghar pe hamare
aaya hai morya..
morya re morya
ganpati bappa morya
shambhu sutaya
shambhu sutaya
lambodaraya morya
morya re bappa morya
ganpati bappa morya
morya..
ganpati bappa morya
shambhu sutaya
shambhu sutaya
lambodaraya morya
morya re bappa morya
ganpati bappa morya
dhan mein phal mein srishti sakal mein
ban mein rann mein kan kan mein
ghar mein than mein ghaj mein gan mein
morya hai har man mein
ye rang ke thare rang muhare
chal chal chalke har than mein
tej hai bhal hai, shakthi prabhal hai
morya ke dashan mein (mere bappa)
morya ke dashan mein (mere deva)
morya ke dashan mein