Top Song Lyrics Find Here

sar jhuka to diya

sar jhuka to diya lyrics

Poster sar jhuka to diya

sar jhuka to diya

lyrics/Album : Kuchh Kariye
Details
Singer Hans Raj Hans
Genre Love
Language Hindi
Album Kuchh Kariye
Poster sar jhuka to diya
play
Lyrics

dil mera kaba ruh meri zanat

zare zare main hai teri kudarat

dil mera kaba ruh meri zanat

zare zare main hai teri kudarat



sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka

sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka

aisi kya bandghi, aisi kya bandghi

o aisa sajda bhi kya

sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka

sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka



rishton mein bataa hua hai

lafzon mein phasa hua hai

rishton mein bataa hua hai,

lafzon mein phasa hua hai

rishton mein bataa hua hai,

lafzon mein phasa hua hai

jeenay ke liye maraa hai,

khali hai magar bhara hai

khali hai magar bhara hai



main to khafir hoon kya balah kya bura

main to khafir hoon kya balah kya bura

aisi kya bandghi, aisi kya bandghi

aisi kya bandghi, aisi kya bandghi

o aisa sajda bhi kya

sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka

sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka



dil mera kaba ruh meri zanat

zare zare main hai teri kudarat



parado main chupa huwa hai

khud pe hi lagaa huwa hai

parado main chupa huwa hai

khud pe hi lagaa huwa hai

parado main chupa huwa hai

khud pe hi lagaa huwa hai



aadat say tabaa huwa hai

chahere pe likah huwa hai

chahere pe likah huwa hai

main to zahir haun kya padha kya likha

main to zahir haun kya padha kya likha



aisi kya bandghi, aisi kya bandghi

o aisa sajda bhi kya

sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka

sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka



dil mera kaba ruh meri zanat…

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics