Singer | Sukhwinder Singh & Hariharan |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Bhoothnath |
krodh ke…
bojh.. ko..
man pe uthaye…
kaahe chalata.. hai praani
kshama jo shatru ko.. bhi kar de
wahi mukt hai
wahi gyani
samay ka pahiya chalta hai
din dhalta hai
raat aati hai
raat mein jab ek chhota sa
nanha sa dipak jalta hai
usaki jarasi jyot sahi..
par dur se usako dekh
koi barso ka.. musafir
girte girte sambhalta hai
samay ka pahiya chalta hai
din dhalta hai
raat aati hai
raat mein jab ek chhota sa
nanha sa dipak jalta hai
usaki jarasi jyot sahi..
par door se usako dekh
koi barso ka.. musafir
girte girte sambhalta hai
samay ka pahiya chalta hai
din dhalta hai
raat aati hai
maine jate jate jana kaun hai
apna kaun paraya..
maine jaate jaate jana kaun hai
apna kaun paraya
bas tu hi mera apna hai
bas tune pyaar.. nibhaya
kaam krodh aur lobh
main dhaj kar ja sakta hoon
tujhko chahu bhi to main
kaise bhula sakta hoon
tera pyar bhi ek bandhan hai
tu hi bata
kya main mukti pa sakta hoon
tu nahi.. janta
tu mera ab hai kya
tujhko hoon dekhta
do dil kaise pighalta hai
samay ka pahiya chalta hai
din dhalta hai
raat.. aati hai
din mein soya
raat aayi to
ab jaga soya tab ka
din mein soya
raat aayi to
ab jaga soya tab ka
ab kya suraj dhunde pagale
dub gaya suraj kab ka..
barso pehle jo thi
ek nadi.. pyar ki
beh gayi woh nadi
haath ab tu kya malta hai
samay ka pahiya chalta hai
din dhalta hai
raat aati hai
raat mein jab ek chhota sa
nanha sa dipak jalta hai
usaki jarasi jyot sahi..
par door se usako dekh
koi barso ka.. musafir
girte girte sambhalta hai
samay ka pahiya chalta hai
din dhalta hai
raat.. aati hai
aasma mein..
jagmag taare
meri aankh mein..
jhilmil aansu
kaha.. chhupa.. hai koi..
ishaara to de de tu