Language | Bollywood |
sadkon ke deepak main padeien hum
khudh ke bal pe hi
bal pe hi aage badein
bale hum gareebi mein jeeye
ab jhaan khade ithihaas rache..(x2)
welcome to my hood
yeh hi toh hai
apna illaka khicadh wichad rehga
toh bhi apna dil saaf hia beta
jalta kyu re apna illaka
city ke beech mein
jaati waad chodhke hum
rehte ek sath pe
machana rhukte nahi
hip hop ki idhar sanskriti hai
thuje mein hai howsala
toh upar aake hum se mil le
samjega kala,
gnyan thuje hoga jitna
nazariya de badal
zameen pe badlav dekh na
ghar pe tu baite baite
pareshan hota hai kyu
tere kyu hai khwab
tere lakhshonko na bhulna tu
burayi fek abhi rashte ekta ki
gully mein rehke dekh
takath kya hai ekta ki,
mere kya rang rang gaano
mein hi dekh le tu
mere joh geet tere
khasam log se sunn le tu
sunega gaur se toh samjega
tu kranti ko haqeekath hai jo
jeeraha mein bolta yahaan joh
sadkon ke deepak main padeien hum
khudh ke bal pe hi
bal pe hi aage badein
bale hum gareebi mein jeeye
ab jhaan khade ithihaas rache..(x2)
sar jhukake jeete te ab
chaati phulake chalte hai
ek hokar bane rahe
na kisi ki aas
mein jeete hai
ghar hai chote chote par yahaan
logon ke dil hai bade bade
khudh ki mehnat par hai barosa
na kisi ke hum bal pe khade
sapna saarse sach hoge
sthithti ko badal denge
ekta hamari naa tootegi..(x2)
roti kapde ghar jaise shikshan
bhi apni zaroorat hai
isse jaanke seekhle padle
badle cadh tu manch par
gireegi thaliyon ki baarish
sadkon ke deepak main padeien hum
khudh ke bal pe hi
bal pe hi aage badein
bale hum gareebi mein jeeye
ab jhaan khade ithihaas rache..(x3)