Language | Hindi |
neend mein raha main
aankh khuli der se
wo leke bhaga dekho
desh meri jeb se
cheen kar wo
such ke tukde hazar kar
khaderta hai mujhko
meri hi jameen se
daude rago mein aaj
daude rago mein aaj
maare uchhal hai
maa ka pyaar
desh prem meri dhal hai
dard beetega (hey)
desh jeetega (hey)
bacha bacha jab ye
bolega gumaan se
bharat mein rehta hu main
bharat mera naam hai
saare jahan se acha
hey hey hindusta hamara
ram ke naam ! (aa ha)
allah ke naam !(aa ha)
aakhir mrin sabka dekha
ek hi kaam (oh ho)
todo marodo, becho kharido
bas apna hi soncho
kyu ki yolo yolo
shanti ka samjhauta hai ya
shamjhote ki shanti
kitne fode, kitne maare
kya public nahi jaanti
jaanti hai na bhai
kitne fode, kitne maare
kya public nahi jaanti
jab hawa mein gardan uddti
seema par jawan ki
kyu whatsapp par lagti boli
bolo uski jaan ki
jai jawan hai (haan)
jai kishan hai (haan)
phir bhi dashko se
aawam pareshan hai
dance of democracy ya
democracy ka trance
saare jahan se acha
hey hey hindusta hamara
saare jahan se acha
hey hey hindusta hamara
sansad mein hamla ho ya
bam fate mumbai mein
kuch na kehna sabkuch shehna
democracy to yahi hai, o ho
are nahi re
sabkuch shehna kuch na kehna
democracy to yahi hai
right to talk, right to walk
right to justice, right to mock
right to freedom, right to kiss
right to shaout
right to piss in public!
democracy ka ek hi matlab
right to truth
wo apni jaan tha (hey)
bhart ki shan tha (hey)
adhoori thi kahani
adhoori daastan
mirtyu ka rahasy tha ya
rahasy ki mirtyu
saare jahan se acha
hey hey hindusta hamara
saare jahan se acha
hey hey hindusta hamara
saare jahan se acchha
hindusta hamara
hindusta hamara