Top Song Lyrics Find Here

saanson ko lyrics – zid | arijit singh | mannara, karanvir

saanson ko lyrics – zid | arijit singh | mannara, karanvir lyrics

Poster saanson ko lyrics – zid | arijit singh | mannara, karanvir

saanson ko lyrics – zid | arijit singh | mannara, karanvir

Details
Language Bollywood
Poster saanson ko lyrics – zid | arijit singh | mannara, karanvir
play
Lyrics


saanson ko jeene ka ishaara mil gaya
dooba main tujh main to kinara mil gaya

saanson ko jeene ka ishaara mil gaya
zindagi ka pata dobara mil gaya
tu mila to khuda ka sahaara mil gaya
tu mila to khuda ka sahaara mil gaya
ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
bin tere bin tere dil ye tha ghamzada…

aaraam de tu mujhe barson ka hun main thaka
palko pe ratein liye tere waste main jaga
(main jaga)

aaraam de tu mujhe barson ka hun main thaka
palkon pe ratein liye tere waste main jaga
mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu
teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga
tu mila to khuda ka sahaara mil gaya
tu mila to khuda ka sahaara mil gaya…

main raaz tujhse kahu humraaz ban ja zara
karni hai kuch guft gu alfaaz ban ja zara

main raaz tujhse kahu humraaz ban ja zara
karni hai kuch guft gu alfaaz ban ja zara
juda jab se hua
tere bina khamosh rehta hu main
labon ke paas aa ab tu aawaaz bann ja zara
tu mila to khuda ka sahara mil gaya
tu mila to khuda ka sahara mil gaya
ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
bin tere bin tere dil ye tha ghamzada…

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics