Language | Hindi |
hai rubaab hai
miya bhai ki shaan hai
hindu musalmaan
nizam ki pehchan
golcunda karwan
hyderabad ki hai shaan
sabki meethi zubaan
pasha bhai ki dukaan
yaha machli kaman
shaheen nagar ka ghawa
zoya angel ke khala
inki awaz me dakara
har galli me pukara
barkas ho salala
mera bhai rashid lala
5g ka zamana
mehnat se kamana
famous hona tha
mera khaawab khaawab khaawab
loundey bole aaj
muje baap baap baap
hai rubaab hai rubaab
hyderabad ke nawab
miya bhai ki awaaz
gali gali zindabad
hai rubaab hai rubab
hyderabad ke nawab
miya bhai ki awaaz
gali gali zindabad
telangana ki yeh shaan
yeh hai mera hindustan
mil-jhulkar rehtey
yaha hindu musalman
hai pathan ki zubaan
paradise ka maidan
st. anns ke bachiyo ku
jhuk ke maro ji salam
phuphu ho ya khala jaan
lagatey zandu balm
inke bade-bade naam
inke bade-bade kaam
city collage ho shadaan
apne potto ka hai naam
nawabo ka khandan
patthar ghati char kaman
ganga jamuna tehzeeb hai
har dish yaha lazeez hai
pure nahi huye jinke
khaawab khaawab khaawab
humko sikhane chale
hip-pop pop pop
hai rubab hai rubab
hyderabad ke nawab
miya bhai ki awaaz
galli galli zindabad
hai rubab hai rubab
hyderabad ke nawab
miya bhai ki awaaz
galli galli zindabad
har galli me pukaar
ktr kcr
palano ki shaadi me
teen maar teen maar
murgi chowk ke chabutre
apne bache chul buley
loundey khate kur-kure
zyaraat ke mur-mure
har taraf hai tabahi
har taraf hai machai
apne gaane sunke loga
chhohd di hai padayi
oh bhai mere bhai
full volume se lagou
miya-miya bhai
apne gane sunke
phona hogaye kharab
yaha ke roada hai kharab
har galli me azaab
koi nahi hai mujsa rapper
koi nahi hai mere baad
nick name hai miya bhai
ruhaan arshad from hyderabad
hai rubab hai rubab
hyderabad ke nawab
miya bhai ki awaaz
galli galli zindabad
hai rubab hai rubab
hyderabad ke nawab
miya bhai ki awaaz
galli galli zindabad