Singer | Akshay Verma |
Genre | Happy |
Language | Hindi |
Album | Vicky Donor |
phool yeh chhota sa
dekho jab paudha bann jata hai
(paudha bann jata hai)
khwahishon ka tokra
bharne ka chaska lag jata hai
(chaska lag jaata hai)
yeh bhi la do, woh bhi la do
paison ki yeh holi hai
jo bhi laa do kum padega
aasmaan se badi jholi hai
na na na…
aye aye o..
yeh khada, woh khada
laao rokda, rokda rokda
yeh khada, woh khada
laao rokda… rokda
paudha yeh chhota saa
dekho jab perh bann jata hai
(perh ban jaata hai)
zindagi aish mein
jeene ka chaska lag jaata hai
(lag jaata hai)
yeh bhi laa do, woh bhi laa do
paison ki yeh holi hai
jo bhi laa do kum padega
aasmaan se badi jholi hai
na na na…
aye aye o..
yeh khada, woh khada
laao rokda, rokda rokda
yeh khada, woh khada
laao rokda… rokda
iss lamhe mein yun simat gaya saa hai
mera aaj aur kal
haath mein ik haath ho
yeh chaahe dil har pal
ankahi baaton ka
ankaha rang chadh jaata hai
(haa haa…)
apno ko sirf apna hi
samajhne ka chaska lag jaata hai
(lag jaata hai)
yeh bhi laa do, woh bhi laa do
paison ki yeh holi hai
jo bhi laa do kum padega
aasmaan se badi jholi hai
na na na…
aye aye o……