Singer | Alka Yagnik |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Aaj Ke Shahenshah |
meri gali ke nukkad pe
halwai ki hai dukan
ek din gayi mithai lene
fas gayi meri jan
barfi malai kachori samosha
barfi malai kachori samosha
kuch bhi nahin maine khaya re
phir kya khaya hori
rasgulla
rasgulla khilaye ke mar gayo re
rasgulla khilaye ke mar gayo re
rasgulla khilaye ke mar gayo re
ha rasgulla
naye chineman hall mein
koi picture lagi thi nayi
ghar walo se chupke
akeli film dekhne gayi
hua jab andhera chua hath mera
baho mein kisne ghera
main jan na payi
main shor kya machati
kya chikhti chalati
kisko waha bulati kuch soch na pai
batti jali to are wo tha bagal mein
batti jali to are wo tha bagal mein
jane kaha se wo aaya re
rasgulla
rasgulla khilaye ke mar gayo re
rasgulla khilaye ke mar gayo re
ha rasgulla
aage piche agal bagal
na dekhe upar niche
jaha bhi dekhe julmi
mujhko pad jaye mere piche
main chat pe thi soyi
neendiya mein thi khoi
waha aaya koi pakad li jagai
usne jagaya gale se lagaya
nasha aisa chaya kuch bol na payi
neendiya uda ke batiya banake
neendiya uda ke batiya banake
sari rat mujhko jagaya re
oye phir ki hoya soniyo
rasgulla
rasgulla khilaye ke mar gayo re
rasgulla khilaye ke mar gayo re
kangna na chudi bichua na chaila
saste mein sauda pataya re
rasgulla khilaye ke mar gayo re
rasgulla khilaye ke mar gayo re.