Top Song Lyrics Find Here

rab ka shukrana

rab ka shukrana lyrics

Poster rab ka shukrana

rab ka shukrana

lyrics/Album : Jannat 2
Details
Singer Anupam Amod
Genre Romantic
Language Hindi
Album Jannat 2
Poster rab ka shukrana
play
Lyrics

tu hai ab jo bahoon mein

karaar hai

rab ka shukrana

saanson mein hai nasha

khumaar hai

rab ka shukrana


tu hi ab mera deen hai

imaan hai

rab ka shukrana

mera kalma hai tu

azaan hai

rab ka shukrana


[rab ka..shukrana]

tu mila toh sab mila

ab kisi se kya gilaa

tujhme simtoon

aa mein bikhroon

teri bahoon mein


tu mila toh sab mila

ab kisi se kya gilaa

tujhme simtoon

aa mein bikhroon

teri bahoon mein

fanaa ho jaon main


tu hi ab duniya meri

jahan hai

rab ka shukrana

khwaabon ki khayalon ki

udaan hai

rab ka shukrana



rab ka shukrana

tu hi ab mera deen hai

imaan hai

rab ka shukrana

mera kalma hai tu

azaan hai

rab ka shukrana


sab se ho jaon parey

jo ishaara tu karey

ab toh rehna hai

tujhi mein gumshudaa hoon main


sab se ho jaon parey

jo ishaara tu karey

ab toh rehna hai

tujhi mein gumshudaa hoon main

ho teri bahoon mein


jazbon ka ab toh naya

bayaan hai

rab ka shukrana

naya rutbaa nayi shaan hai

rab ka shukrana


tu hi ab mera deen hai

imaan hai

rab ka shukrana

mera kalma hai tu

azaan hai tu

rab ka shukrana


[rab ka..

rab ka..

rab ka..

shukrana]

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics