Singer | Udit Narayan |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Refugee |
jee, khade khade
kya dekh rahe hain aap
kamal hai us chand ko
toh ghanto dekhta raha,
usne ek bar bhi nahi toka
toh chaand ko hi dekhiye naa,
hmm magar woh saans nahin leta
raat ki hatheli par
chand jagmagaata hai
raat ki hatheli par
chand jagmagaata hai
uski narm kirnon mein
tumko dekhta hu toh
dil dhadak sa jaata hai
dil dhadak sa jaata hai
raat ki hatheli par
chand jagmagaata hai
raat ki hatheli par
chand jagmagaata hai
tum kahan se aayi ho,
kis nagar ko jaaogi
tum kahan se aayi ho,
kis nagar ko jaaogi
sochta hu main hairaan
chand jaisa yeh chehra,
raat jaisi yeh julfein
hain jagaaye sau armaan
ek nasha sa aankhon mein
dheere dheere chhaata hai
raat ki hatheli par
chand jagmagaata hai
raat ki hatheli par
chand jagmagaata hai
uski narm kirnon mein
tumko dekhta hu toh
dil dhadak sa jaata hai
dil dhadak sa jaata hai
raat ki hatheli par
chand jagmagaata hai
meri is tanhai mein,
mere is veerane mein
meri is tanhai mein,
mere is veerane mein
rang leke tum aayee
phir bhi sochta hu main,
kya yahan tum
sach much ho aa aa
ya ho sirf parchhayee
khaab jaise banata hai
aur tut jaata hai
raat ki hatheli par
chand jagmagaata hai
raat ki hatheli par
chand jagmagaata hai
uski narm kirnon mein
tumko dekhta hu toh
dil dhadak sa jaata hai
dil dhadak sa jaata hai
raat ki hatheli par
chand jagmagaata hai
dil dhadak sa jaata hai
raat ki hatheli par
chand jagmagaata hai