Top Song Lyrics Find Here

pyaar karna hai

pyaar karna hai lyrics

Poster pyaar karna hai

pyaar karna hai

lyrics/Album : Major Saab
Details
Singer Alka Yagnik & Anand Raaj Anand
Language Hindi
Album Major Saab
Poster pyaar karna hai
play
Lyrics

karna hai karna hai

pyar tumse karna hai

ha karna hai karna

hai pyar tumse karna hai

bazi hai dil ki bazi me dil ki

bazi mein dil ki

zamane se kya darna hai

karna hai karna hai

pyar tumse karna hai

karna hai karna hai

pyar tumse karna hai


pyar mein jeena aata hai

hume pyar mein marna aata hai

pyar mein jeena aata hai

hume pyar mein marna aata hai

rok nahi sakta koi

hume had se gujarna aata hai

chudiya jo pehanugi

to piya ji ke hath se

premi na dare hai

na darenge kisi bat se

sun le zamana

sun le zamana

sun le zamana hume

sang jeena marna hai

karna hai karna hai

pyar tumse karna hai

karna hai karna hai

pyar tumse karna hai


roz subha uthke

maine jab jab hatho ko dekha hai

ha roz subha uthke

maine jab jab hatho ko dekha hai

dekha hai in hatho

me apne hi milan ki rekha hai

doli jo uthegi to

uthegi tere naam ki

mehandi jo lagegi

to lagegi tere naam ki

wada ye wada,

wada ye wada

wada ye humko

sanam pura karna hai

karna hai karna hai

pyar tumse karna hai

karna hai karna hai

pyar tumse karna hai


aashiq to deewane hote

hai wo kya duniya ki sochenge

aashiq to deewane hote

hai wo kya duniya ki sochenge

wo sochenge to bas

itna manjil pe kiase pehunchege

pyar karna aur darna

humne ye sikha nahi

yaar ko dekha hai

jabse aur kuch dekha nahi

o milke rahenge,

milke rahenge kar le zamana

zamane ko jo karna hai

karna hai karna hai

pyar tumse karna hai

karna hai karna hai

pyar tumse karna hai

bazi hai dil ki bazi mein dil ki

bazi me dil ki zamane

se kya darna hai

karna hai karna hai

pyar tumse karna hai

karna hai karna hai

pyar tumse karna hai.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics