Singer | Raftaar |
Language | Hindi |
Album | Mr. Nair |
yeah
mr. nair!
ra
1988 se bonfire!
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you
jo tera dil tu wo ban
aage leke jayegi ye teri lagan
tere sapnon ke liye abhi paise nahi
aur maang ke laaye hum waise nahi
to karle jo karna hai karke jatan
aaj ghutan seh le tu tod badan
jod rakam jod le dhan sona chhod de
hath na failana jeena chaud se son
yeh nairon ki shaan ke khilaaf
murkhon se ladna yeh gyan ke khilaaf
samjhenge nahi yeh ki dil tera saaf
insaan ke nahi tu apmaan ke khilaaf
aye hak ki ladayi hai to lad
hak ki kamayi hai to
kabhi chhodiyo na ek paisa
toone abhi dekhi kam duniya
tu jaana nahi har koyi hota nahi ek jaisa
tu kaabil hai to mauke milenge
par mauke dene walon se bhi dhokhe milenge
beta ruk ke kariyo na naam badnaam mera
keh diyo ab seedha show pe milenge
toh ye locker wali baat dafan par
par ghar se nikla sar baandh kafan
jaise marke nikla phir aag se banke
wo baaz jo karta na haar pasand
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you
kar kabhi nimmoji pe shakk na
maa ne bola meri izzat tu rakhna
papa bole sahi raah pe chalna
chhote mein bade mein kabhi karna farak na
lag raha tha ki kaali raat sath chhode
meri badali ke bhai mere sath daude
kare bhul beta kisi pe bhi hath chhode
dil roya jab maa ne school aake hath jode
par maa ko bhi tha ye pata
ki kapdon pe haste bada the raheesjaade
papa dekhein ghar karein maa ka kaam
maa bani papa poori tankha se meri fee daale
beta ab gaadi mein na keys daale
sadkon pe cruise highway pe kheech daale
sabke ghar walon se meri ye ghuzarish
inhein sapne jeene do inke gale mein
na lease daale
vilen bana main phir bana raftaar
sabar maare meri bhookh jaise star
kalamkaar pariwar naya sapna
kalakaar se bhi zyada har koi apna
kabhi ab feeling lu
seedha 20 foot uchi ceiling lu
khanna bhai kar lena dealing tu
tum sath ho to bath ho yeh b link too
dawat hai, dawat hai
aaj mere apno ki dawat hai, dawat hai
ye meri chahat hai
sabko khilane ki chhoti si chahat hai
aadat hai, aadat hai
lad bhid ke chalne ki
bachpan se aadat hai
raahat hai, raahat hai
mere apno ki khushi mein
bahot zaada taakat hai
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you..
iss safar mein jisne bhi sath diya hai
sabka shukriya
ab kahaani aage leke jayegi kalamkaar pariwar
aur its your boy raftaar nahi
aur its your bhai raftaar rah.