Singer | Neeraj Shridhar & Mauli Dave |
Language | Hindi |
Album | Players |
players…
lets play! lets go! lets play!
players…
lets go! lets play! lets go!
players…
lets play! lets play game of gold.
players…
lets go! lets play game of gold.
ab tak toh humein
koi samjha hi nahi tha
haan..
koi humein pehchana hai kahaan
oh..
nahi kisi ko khabar
ke woh manzil kaunsi hai
haan..
aakhir humein jaana hai jahaan
oo..
ho…
hum chalein toh din bhi
khud-b-khud chaltein hain
hum jahaan ruk jaayein
wahin raat hoti hai
jis jagah pe khatam
sabki baat hoti hai
uss jagah se humari
shuruaat hoti hai
jis jagah pe khatam
sabki baat hoti hai
uss jagah se humari
shuruaat hoti hai
players…
lets play! lets go! lets play!
players…
lets go! lets play! lets go!
players…
lets play! lets play game of gold.
players…
lets go! lets play game of gold.
chup hai agar hum
yeh apni sharafat hai
warna toh roke
na rukti shararat hai
paisa hai kitna
yeh poocho zara mujhse
isko bhigodey tu
zulfon ke sawan se
iss bahane tu bhi
thoda sa bheegega
kaunsi rozana
yeh barasaat hoti hai
jis jagah pe khatam
sabki baat hoti hai
uss jagah se humari
shuruaat hoti hai
jis jagah pe khatam
sabki baat hoti hai
uss jagah se humari
shuruaat hoti hai
apni adaaon ka
kayal zamana hai
lekin yeh dil toh
tera hi deewana hai
hum tum mile hai
toh koi wajah hogi
isme bhi shayad
khuda ki raza hogi
do dilon ka milna
teh wahi karta hai
chahne se kab
yeh mulakata hoti hai
jis jagah pe khatam
sabki baat hoti hai
uss jagah se humari
shuruaat hoti hai
jis jagah pe khatam
sabki baat hoti hai
uss jagah se humari
shuruaat hoti hai