Language | Bollywood |
aao chale hum phir se waha pe
jaha pe kabhi khusbuo se mile the
shayad wahi pe kahi kuch bacha ho
jaha pe kabhi sath hum tum chale the
jise kho diya hain khatam ho gaya hain
us payaar pe zindigi denge phir se
qismat hume leke aayi kaha pe
shamay chal raha hain magar hum ruke hain
mere khawb sab akhiri sans leke
gahraiyon me dafan ho chuke hain
wo awaz koi hain hum tak pahuchti
badi door khud se hum ja chuke hain
risto me khamosiya aa gayi hain
seene me dhadkano ki kami hain
pehle ke jaise mere pass aao
jarurat hain humko gale se lagao
nahi ras aate hain humto andhere
chalo cheen layein phir wo savere
chalo cheen layein phir wo savere