Singer | Gautam Roy & Asha Bhosle |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Khule-aam |
parbat se neeche gira doon
zinda hi tujhko jala doon
meri hukumat jo ho jaaye
suli pe tujhko chada doon
bijli ka thambha
tu jitna hain lamba tu
utni hi akal chhoti
hai bheje mein bhusa hai bhara kya
apni surat tu na dikha ja ja
hai logo mein kaam kya tera
jangal mein bakriya chara
hai ter fut ki chhokri kachare ki tokari
bechu to na beeke
parbat se neeche gira doon
zinda hi tujhko jala doon
bheje mein bhusa hain bhara are fut
apni surat tu na dikha
hai heere si aankhen nikalenge
are mala gale hum bana lenge
hoto ki hasi hum chura lenge
gaalo ko sef jaisa kha lenge
heere si aankhen nikalenge
mala gale hum bana lenge
hoto ki hasi hum chura lenge
gaalo ko sef jaisa kha lenge
seene se takiya bana lenge
bistar kamar ka bichha lenge
aage nabadhna yaar
yeh hain mera shikar
mujhko pura chahiye
parbat se neeche gira doon
zinda hi tujhko jala doon
meri hukumat jo ho jaaye
suli pe tujhko chada doon
bijli ka thambha
tu jitna hain lamba tu
utni hi akal chhoti
parbat se neeche gira doon
zinda hi tujhko jala doon
daam to iske hum chukayenge
naukrani kis ko hum banayege
aakhri boli hum lagayenge
dil ki rani to banayenge
daam to iske hum chukayenge
naukrani kis ko hum banayege
aakhri boli hum lagayenge
dil ki rani to banayenge
raste raste par hum nachayenge
rasta tu isko banayenge
karna nahi nilam
aayengi mere kaam
meri gulami kare
hai bheje mein bhusa hai bhara
apni surat tu na dikha ja ja
hai logo mein kaam kya tera
jangal mein bakriya chara
ter fut ki chhokri kachare ki tokari
bechu to na beeke
are bijli ka thambha
tu jitna hain lamba tu
utni hi akal chhoti
ter fut ki chhokri kachare ki tokari
bechu to na beeke
bijli ka thambha
tu jitna hain lamba tu
utni hi akal chhoti.