Singer | Asha Bhosle & Suresh Wadkar |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Insaniyat Ke Dushman |
mujhe maf karna om sai ram
mujhe maf karna om sai ram
naam bahna ka lunga
pahle phir bolunga main ram
naam bahna ka lunga
pahle phir bolunga main ram
mujhe maf karna om sai ram
mujhe maf karna om sai ram
naam bhaiya ka lungi
pahle phir bolungi main ram
naam bhaiya ka lungi
pahle phir bolungi main ram
hatho se main to
bahna ko sajaunga
bahna ki doli apne
kandho pe uthaunga
hatho se main to
bahna ko sajaunga
bahna ki doli apne
kandho pe uthaunga
bahan ke charno mein tirth mera
main kyu jau charo dham
mujhe maf karna om sai ram
naam bhaiya ka lungi
pahle phir bolungi main ram
naam bahna ka lunga
pahle phir bolunga main ram
bhaiya mein payi mainne
daulat do jaha ki
pyar pita ka paya mamta maa ki
bhaiya mein payi mainne
daulat do jaha ki
pyar pita ka paya mamta maa ki
bhaiya ko mere radha jo dekhe
bhul jaye ek pal shyam
mujhe maf karna om sai ram
naam bahna ka lunga
pahle phir bolunga main ram
naam bhaiya ka lungi
pahle phir bolungi main ram
tujhse juda hain mera jeevan aise
ram lakshman ki jodi ho jaise
tujhse juda hain mera jeevan aise
ram lakshman ki jodi ho jaise
ram ko bhi lakshaman na kare
main yaad karu itna tera naam
mujhe maf karna om sai ram
mujhe maf karna om sai ram
naam bhaiya ka lunga
pahle phir bolunga main ram
naam bhaiya ka lunga
pahle phir bolunga main ram
mujhe maf karna om sai ram
mujhe maf karna om sai ram
naam bhaiya ka lungi
pahle phir bolungi main ram
naam bhaiya ka lungi
pahle phir bolungi main ram.