Language | Bollywood |
om se shiv ko yaad karein
sarvadev devo shivay
namoh se shiv ka dhyan dharein
tanoh tunay shivam shivay
shivay shiv shanghar karein
om se shiv ko yad karein
namoh se shiv ka dhyan dharein
shivay shiv shanghar karein
paksh mein shankar wirajje
brahmaand mein shiv damru baajje
ek aakela 100 ke barabar
dahade yuddh mein mar lalkar khar
bhakton ki kare sahaay
shivay shivay shivay
shiv shiv shivay
shivay shivay
om nam-ah shivay
raa
jag mein shiv ka damru baajje
kandhe pe kaale naag virajje
bhoot pret bhi tharr-tharr kaape
sharan khade raj-maharaje
latt dhari jab-jab latt-latt-khole
ankhon se barse aag ke shaule
charon dishayein thar-tharraayein
tandav kare jab bam-bam-bhole
(shivay shivay shivay)
ek din ruth kar lagi parvati jaane
aye the shiv fir unko manane
wo toh thi mani
tum kyun na mani
sare zamane ki zid kaisi thani
jis din hum ganga nahayein
shiv shankar ko bhog chadhaaye
bhakton ki kare sahaay
shivay shivay shivay
shiv shiv
shivay shivay shivay
om namah shivay
bhole aye ganga nahai ke
bhabhooti lagai ke
dum lenge ab joganiya manai ke
bhang gale takk chadhai ke
aur sab kuch bhulai ke
dum lenge ab joganiya manai ke
dum lenge ab joganiya
dum lenge ab joganiya
dum lenge ab joganiya ke…