Singer | Asha Bhosle & Mohammed Aziz |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Dharm Adhikari |
o patthar ke insan o nitivan insan
o patthar ke insan o nitivan insan
mamta kaa rang maidan
jeevan shataranj saman
tune apne gharvale
mohre bana dale
tune apne gharvale
mohre bana dale
tera dharm toh jit gaya
tere paas bacha abb kya
band karo yeh vad vivad kaha
sikha hai yeh tark vitark
main uss kul kaa jisme huwa hai
sada dharm kaa palan
aadarsho ke sath bandha
hai mera sara jeevan
mere dharm ki saki
meri jeevan sathi
yeh tumhe batalayegi
langhi maine laxman rekha
badla nasib mera
vachan pati kaa patni ko
isase bach naa saki koyi sita
tera yeh vyavahar kya
nyay peh nahi prahar
nahi nahi mamta kaa rang
maidan ivan shataranj saman
tune apne gharvale
mohre bana dale
dharmapith mere ghar se
chali mere purakho ki yeh de
satya dharm so jaye bhale
soye naa mere nain
mere naino ke saman yeh
meri santan karegi mera bakhan
janmi main phool banake rah
gayi main shul banake
pita mere parameshvar
jaise niti badalegi kaise
man roye nain muskaye kya
mar gaya tera nyay
nahi nahi mamta kaa rang maidan
jeevan shataranj saman
tune apne gharvale
mohre bana dale
tera dharm toh jit gaya
tere paas bacha abb kya