Singer | Mohammed Aziz |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Mera Shikar |
nirbal nahi yeh naari
komal sahi yeh naari
toofano ke aage isne haar kabhi naa maano
naari ki yeh kahaani
yeh baad mein soye pehle sabhi ke liye jaage
sevaa kare sabki badle mein kuch bhi na maange
pyaar aur mamta lutati hai chahe jaha ho
behna ho beti ho biwi yaa ki woh maa ho
nirbal nahi yeh naari
komal sahi yeh naari
toofano ke aage isne haar kabhi naa maano
naari ki yeh kahaani
college ho ghar ho ya daftar ki hoo jimmedaari
purusho se peeche naa kisi kam me naa naari
ho koi maidaan yeh mushkilo se ladi yeh do kadam aajmardon se aage khadi hai
nirbal nahi yeh naari
komal sahi yeh naari
toofano ke aage isne haar kabhi naa maano
naari ki yeh kahaani
yeh ghar diyaa mein dilo main jalaate ho kyun
kothe pe isko bithakar nachate ho kyu
dahejo pe iski bali tum chadate ho kyun
bana ke sati isko zinda jalate ho kyun
nirbal nahi yeh naari
komal sahi yeh naari
toofano ke aage isne haar kabhi naa maano
naari ki yeh kahaani
ablaa samajh ke zamana satata hai kyun
khilona samajh ke lejata hai kyun
yeh bvhuk tan ke mitane kaa saamaan nahi
jahaanwalo isko mitaana aasaan nahi
jisko kuchla matla hai tune
kisi ke chaman ki kali hai
kare aam jiski ke tune
rooh aabrooh lootli hai
balke qayaamat uthegi
ki kaape jo soyi padi hai
nirbal nahi yeh naari
komal sahi yeh naari
toofano ke aage isne haar kabhi naa maano
naari ki yeh kahaani