Singer | Nitin Mukesh |
Genre | Motivational |
Language | Hindi |
Album | Abu Kaliya |
samaj ke dushmano
dost sab ke bano
yeh sitam na karo
tum khuda se daro
khuda se daro
paap ka kanta hal nahin pata
puny ke phool nahin murjate
sache mar kar bhi zinda hain
jhuthe jeete jee mar jate
neki aur badi sab ki
ek din toli jayegi
neki aur badi sab ki
ek din toli jayegi
paap aur puny ki
pustak sab ki
ek din kholi jayegi
sab ko hisab dena hain
sab ko jawab dena hain
sab ko hisab dena hain
sab ko jawab dena hain
neki aur badi sab ki
ek din toli jayegi jayegi
dost bana ke daga na de
pyar jata ke saja na de
dost bana ke daga na de
pyar jata ke saja na de
chalti maan ki raaho se
daman bacha gunaho se
jo kuch kiya kaha tumne
saath tere kar jayega
karm ka phal payega
sab ko hisab dena hain
sab ko jawab dena hain
neki aur badi sab ki
ek din toli jayegi jayegi
mann ki aasha tod na de
kisi ko pyasa chhod na de
mann ki aasha tod na de
kisi ko pyasa chhod na de
din dukhi par daya to kar
karam kisi par kiya to kar
do gaj kafan ki kimat kya
kyu itna dhan joda hain
sab ne jag ko chhoda hain
sab ko hisab dena hain
sab ko jawab dena hain
neki aur badi sab ki
ek din toli jayegi
paap aur puny ki
pustak sab ki
ek din kholi jayegi
sab ko hisab dena hain
sab ko jawab dena hain
neki aur badi sab ki
ek din toli jayegi
paap aur puny ki
pustak sab ki
ek din kholi jayegi.