Singer | Rekha Bhardwaj & Rakesh Pandit |
Genre | Item Song |
Language | Hindi |
Album | Omkara |
chaand nikal gayi ho ji main
chaand nikal gayi daiyyo re
hmm bhitar bhitar aag jare
baat karu to sape lage
ajji bhitar bhitar aag jare
baat karu to sape lage
oh main tu chaand
nikal gayo daiyya re
ang pe aise chhaale padee
tez tha jhaunka ka karu
sisi karti sisi sisi karti main maru
zabaan pe laga re laga re
haaye zubaan pe laga
zubaan pe laga laga re
namak isaq ka haaye tere isaq
ka zubaan pe laga laga re haaye
namak isaq ka tere isaq ka
zubaan pe laga laga re
zubaan pe laga laga re
namak isaq ka
haaye re tere isaq ka
namak isaq ka
haaye re tere isaq ka
balam se maanga maanga re
balam se maanga re
balam se maanga maanga re
balam se maanga maanga re
namak isaq ka tere isaq ka
zabaan pe laga laga re
namak isaq ka haaye re
tere isaq ka haan re
tere isaq katere isaq ka
sabhi chhede hai mujhko
sipahiye baake chhamiye
haaaann haan haanji haan
wah wah ji wah wah ji wah aah
sabhi chhede hai mujhko
sipahiye baake chhammiye
thaadi dene lage hai
gali ke baniye baniye
koi to kaudi daudh
luta de kauyi to kaudi
ajji thodi thodi shahad
chata de thodi thodi
tez tha tadka ka karu
sisi karti main maru
tez tha tadka ka karu
sisi karti main maru
raat bhar jaa na re
raat bhar jaana raat
bhar jaana jaana re
namak isaq ka
haaye tere isaq ka
zabaan pe laga laga re
namak isaq ka haaye
tere isaq ka haan re tere
hooo aisi bhukh lagi zaalim ki
hoo aisi paak lagi zaalim ki
ki bansuri jaisi haan ji main
aarre jo bhi kaha us
chandra bhaan ne
phat se ho gayi raazi
main baansuri jaisi baazi
main phat se ho gayi
raazi main haaye
kabhi ankhiyon se pina
kabhi honto se pina
kabhi ankhiyon se pina
kabhi honto se pina
kabhi achcha lage marna
kabhi muskil lage jeena
karva karvat pyaas lagi thi
arre balam ki aag paas lagi thi
tez tha jhauka ka karu
sisi karti main maru
tez tha jhauka ka karu
sisi karti main maru
dali bhar dala ji dala ji dala ji
dala ji dala ji daala ji re
dali bhar daala dali bhar
dala daala re namak isaq ka
haaye re tere isaq ka
zubaan pe laga laga re namak
isaq ka haaye re tere isaq ka
balam se maanga maanga
re balam se maanga re
balam se maanga maanga re
namak isaq ka haaye re
namak isaq ka.