Singer | Neha Kakkar |
Language | Bollywood |
Album | Dangal |
naina jo saanjhe khwab dekhte the
naina bichhad ke aaj ro diye hain yoon
naina jo milke raat jaagte the naina
sehar mein palke meechte hain yoon
juda huye kadam
jinhone li thi yeh kasam
milke chalenge hardum
ab baant’te hain ye gham bheege naina
jo khidkiyon se jhaankte the naina
ghutan mein bandh ho gaye hain yun
saans hairan hai mann pareshaan hai
ho rahin si kyun ruyansa ye meri jaan hai
kyun nirasha se hain aas haari huyi
kyun sawaalon ka utha sa
dil mein toofaan hain
naina the aasmaan ke sitaare naina
grahan mein aaj toot’te hain yun
ho naina kabhi jo dhoop senkte the naina
thehar ke chhaon dhoondhte hain yun
juda huye kadam
jinhone li thi ye kasam
milke chalenge hardum
ab baant’te hain ye gham
bheege naina
jo saanjhe khaab dekhte the naina
bichhad ke aaj ro diye hain yun