Singer | Tulsi Kumar, Millind Gaba |
Language | Hindi |
aida na kar sohneya
allah ton dar sohneya
aida na kar sohneya
allah ton dar sohneya
tere peeche main kinni royi
ve main ro ro pagal hoyi
tu jado da gaya door main na soyi
bhool gaye wo din kyon re jaani
kyun wo shaam bhi bhool gaye
pehle toh bhoole mujhko sanam tum
phir mera naam bhi bhool gaye
je kuch vi nahi yaad tainu
aaja ve maarde mainu
mera ki dassde kasoor
kyun hoya mere kolon door
pehli waari humne peeya tha
peela ke woh jaam bhi bhool gaye
pehle toh bhoole mujhko sanam tum
phir mera naam bhi bhool gaye
haal humara tere bin oh yaara
haal hai apna aise
nikal kar paani se machli koyi re
tadapti hoti hai jaise
ve raaton raat zindagi ch kadd de
haye rab kare tainu vi koyi chhadd de
mera ki dass de kasoor
kyun hoya mere kolon door
hai tere hi karke duniya mein saari
hum badnaam bhi bhool gaye
bhool gaye wo din kyun re jaani
kyun woh shaam bhi bhool gaye
bin tere ro ro ke kaatni hai re
humne toh apni zindagi saari
bas ek hum hi bhoole nahi hai
aayi tumhein bhi na yaad humaari
tere bina hum kaise hai kya batayein
haan humne jo bhoola kabhi tumhein
hum mar jaayein
haye gal kardi hai tu dass kehdi
main taan khushboo bhi bhuleya ni teri
aaja appan miliye dobara
khwaish eh hai aakhiri meri
rehna humein yaad karte kaha tha
chhota sa kaam bhi bhool gaye
pehle toh bhoole mujhko sanam tum
phir mera naam bhi bhool gaye