Singer | Suresh Wadkar, Sadhana Sargam & Alka Yagnik |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Mohabbat Ke Dushman |
aadab bade miya aadab
khushamdin khushamdin
to aa gayi aap
ha to hum kuch farmane ja rahe the
farmaiye na kya farmane ja rahe the
ha to araj kiya hai
na teer se maro na talvar se maro
to phir na dushman ko marna hai to
uyi kya hua bade miya
wo jara si kamar me lachak aa gayi thu
ha to kya kah raha tha main
dushman ko maarna hai to phir pyar se maro
ha to ho jaao shuru
na teer se maro na talvar se maro
dushman ko marna hai to phir pyar se maro
na teer se maro na talvar se maro
dushman ko marna hai to phir pyar se maro
dushman ko marna hai to phir pyar se maro
kar gujar bhi kar dushan ko dushmani na kar wallah
kar gujar bhi kar dushan ko dushmani na kar wallah
kaam kya bane nafrat se pyar sabse kar wallah
intkaam le, le tu pyar se
jo bhi kaam le, le tu pyar se
jee le pyar se are mar bhi pyar se
are jee le pyar se mar bhi pyar se
are jitna hai to dilo ko pyar se jito
haarna hai to dilo ko pyar se haaro
are haarna hai to dilo ko pyar se haaro
na teer se maro na talvar se maro
dushman ko marna hai to phir pyar se maro
dushman ko marna hai to phir pyar se maro
are de do zindagi insaa ko maare bhi wahi pyare
de do zindagi insaa ko maare bhi wahi pyare
jo jahan ka wo malik hai bande uske hum sare
uska hukum hai sabse pyar kar
pyar ke liye ja nisar kar
ja nisar kar sabse pyar kar
ja nisar kar sabse pyar kar
jo pyar ka dushman hai
wo dushman khuda ka hai
wo pyar ka dushman jami par bojh hai yaaro