Singer | Sukhwinder Singh |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Na Ghar Ke Na Ghaat Ke |
aa gaye mumbai ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineye vyasst hai bhaiya
aa gaye mumbai ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineye vyasst hai bhaiya
mehnga padh gaya sapne bunna
mehnga padh gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
vasudeva mumbai deva vasudeva
badli hai aabo hawa, badal gaye hain nazare
ye signal ye local, dost hai naye tumhare
naa zyada sunna, naa zyada bolana
paane mein hawa bhi kam le saans bhi pyare
mehnga padh gaya sapne bunna
mehnga padh gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
apna woh hota nahin jo apna lagta hai
wrong hai right, jaib hai tight, lekin sab chalta hai
rasta hai seedha jo tu tedha chale
yahan to matlab se suraj aur chand nikalta hai
mehnga padh gaya sapne bunna
mehnga padh gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
kaale kaale coat, hare hare note
taxiian kaali peeli
technicolor hai ye sehar, baatey iski rangeeli
lekin khushiyon ka color hai kaun sa
tu pehchane ye to bas zindagi jee lee
mehnga padh gaya sapne bunna
mehnga padh gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
aa gaye mumbai ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineye vyasst hai bhaiya
mehnga padh gaya sapne bunna
mehnga padh gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna.