Singer | Mohammed Aziz |
Language | Hindi |
Album | Sitapur Ki Geeta |
na chatri na chat na chappar
sar pe pade barsat
aur tale ki chabi nahinn hain
kaise kategi raat
mujhe ghar pahuchade
achhe nahin halat
mujhe ghar pahuchade
kabhi kabhi kismat se milti
aisi milan ki raat
do dilo ke pyar ki mulakat pe
pad jaye barsat
aaj tu sari raat pyar ko bighne de
aaj tu sari raat pyar ko bighne de
mujhko yahan tu le aaya hain
karke hera feri
mujhko yahan tu le aaya hain
karke hera feri
aaj to mujhse bhul huyi
kal se tauba meri
sabar karenge
sabar karenge kaise
jab hum jag uthe jajabat
mujhe ghar pahuchade
achhe nahin halat
mujhe ghar pahuchade
mai hu tere sacha dilbar
saf hai niyat meri
mai hu tere sacha dilbar
saf hai niyat meri
dekhke ke teri bhigi jawani
jagi chahat meri
ab to tere ab to tere mere
bas nahin rahi hain baat
aaj tu sari raat pyar ko bighne de
aaj tu sari raat pyar ko bighne de
ek to thandi rat dusri
aag se bhari jawani
ek to thandi rat dusri
aag se bhari jawani
is mausam mein aa gayi
tere dil mein jo beimani
dar lagta
dar algta kahi ho
na jaye aisi waisi baat
mujhe ghar pahuchade
achhe nahin halat
mujhe ghar pahuchade pahuchade
lipat ke tujhke janeman main
teri aag bujha doon
lipat ke tujhke janeman main
teri aag bujha doon
zindagi bhar na utar sake main
aisa nasha piladu
tere liye
tere liye lekar aaya hoon
dil ki ye saugat
mujhe ghar pahuchade
achhe nahin halat
mujhe ghar pahuchade
mujhe ghar pahuchade
achhe nahin halat
mujhe ghar pahuchade
pahuchade na please.