Singer | Sudesh Bhonsle & Alka Yagnik |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Akayla |
chori se chhup chhupa ke
aaya tha main laga ke
phir pan bhi chabaya
phir itar bhi lagaya
thoda sambhal sambhl ke
aaya main seedhe chal ke
par ladkhada gaya main
meri chori pakdi gayi na
mujhe aaj kuch na kehna
mera dil thikane hain na
mujhe aaj kuch na kehna
mera dil thikane hain na
murge se boli murgi
tote se boli maina
mujhe aaj kuch na kehna
mera dil thikane hain na
mujhe aaj kuch na kehna
mera dil thikane hain na
mastiya aur badhe aur nasha chhaye
jhum uthe mera dil pas jo tu aaye
jab tujhko dekhta hoon main
dil mein sochta hoon
jab tujhko dekhta hoon
main dil mein sochta hoon
itni hasin hain
tu ladki hain ya hain jadu
hey gora gora mukhda
ye kale kale naina
ye gora gora mukhda
ye kale kale naina
mujhe aaj kuch na kehna
mera dil thikane hain na
ab tak hoon main kuwara
mushkil hain ab guzara
ab tak hoon main kuwara
mushkil hain ab guzara
mandapan saja hi hain
baja bhi baj raha hain
chahe to sath mere
lele tu sat phere
chahe to sath mere
lele tu sat phere
achha hoon main akayla
shadi to hain jhamela
din raat ki salami
biwi ki hain gulami
biwi ki hain gulami
biwi ki hain gulami
phir uske bad bache
rote hain achhe achhe
mujhko to tota banke
pinjre mein nahiyo rahna
mujhe aaj kuch na kehna
mera dil thikane hain na
mujhe aaj kuch na kehna
mera dil thikane hain na
pyar par qaid hain
na dil ke koi pehre
dulha dulhan ke hain
phoolo ki tarha chehre
ye rani aur wo raja
gunja khushi ka baza
ye rani aur wo raja
gunja khushi ka baza
zari hain jashan shadi
baki hain raat aadhi
nachuga gaunga re
main aaj sari raina
nachuga gaunga re
main aaj sari raina
mujhe aaj kuch na kehna
mera dil thikane hain na
mujhe aaj kuch na kehna
mera dil thikane hain na
mujhe aaj kuch na kehna
mera dil thikane hai na
mujhe aaj kuch na kehna
mera dil thikane hain na.