Singer | Alka Yagnik |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Bedardi |
ka karigo, jane ka karigo
ka karigo, jane ka karigo
ho, maine sote diya jagaye,
jane ka karigo
ho, maine sote diya jagaye,
jane ka karigo
kahe dipak, ho kahe dipak,
ho kahe dipak
diya bhujaye jane ka karigo
arey, maine sote diya jagaye,
jane ka karigo, ka karigo
kahe dipak diya bhujaye
jane ka karigo
kuch der pahale chhoda tha hath,
kya na kiya tha mere sath
phir yaad aayi konsi bat,
sone na dega kya sari rat
phere liya abhi mandap mein saat,
phir aa gaya wo leke barat
dil mera, dil mera, dil mera ho dil
mera bada ghabaraye jane ka karigo
ho, maine sote diya jagaye,
jane ka karigo
wo bas kabhi karta nahi
uska to dil bharta nahi
aa pyar kar le kahata hai wo,
teyar hardam rahata hai wo
chahe kabhi mai sone gayi,
chahe mai kapde dhone gayi
kapde dhote liya bulaye,
jane ka karigo
ho, maine sote diya jagaye,
jane ka karigo
pahle dil mera dhadka diya re
sine mein shola bhadka diya
phir mera aanchal sarka diya,
zulfo ka gajara bikhara diya
sab chudiyo ko khanka diya,
suli pe mujhko latka diya
mai puchhati, puchhati,
puchhati, oo puchhati rah gayi
jane ka karigo,
ho, maine sote diya jagaye,
jane ka karigo
kahe dipak, ho kahe dipak,
ho kahe dipak
diya bhujaye jane ka karigo
arey, maine sote diya jagaye,
jane ka karigo
kahe dipak diya bhujaye
jane ka karigo
jane ka karigo,
jane ka karigo, jane ka karigo.